I Am In Love Song Lyrics – Once Upon A Time In Mumbaai

I Am In Love Song Lyrics – Once Upon A Time In Mumbaai
      
Ho aaj kal tanha main kahan hoon,
saath chalta koi,
Uski hame aadat hone ki aadat ho gayi,
Woh jo mila hai jab se uski sauhbat ho gayi,
Ik zara masoom se ke dil ki aafat ho gayi,
Sun le zara, sun le zara,
Dil ne kaha, itna bas mujhe bataa hai,
I am in love,
I am in love,
Tu hi bataa jaane kya mujhe hua hai,

Ose boondhon mein tu hai,
aankhein moondu mein tu hai,
Dishaayon das tu hai,
tu hi hai bas tu hai,
Dil ka shehar tu hai,
acchi khabar tu hai,
Fursat ki hassi tu hai,
jo bhi thi kami tu hai,
Ose boondhon mein tu hai,
aankhein moondu mein tu hai,
Dishaayon das tu hai,
tu hi hai bas tu hai,
Dil ka shehar tu hai,
acchi khabar tu hai,
Fursat ki hassi tu hai,
jo bhi thi kami tu hai,
Tu hai mera,
tu hai mera,
Kuch main jaanu na,
itna bas mujhe pataa hai,
I am in love,
I am in love,
Tu hi bataa jaane kya mujhe hua hai,

Baadal pe chalta hoon main,
girta sambhalta hoon main,
Khwaishein karta hoon main,
khone se darta hoon main,
Jaaga na soya hoon main,
musafir khoya hoon main,
Kuch sarfira sa hoon main,
budhu zara sa hoon main,
Baadal pe chalta hoon main,
girta sambhalta hoon main,
Khwaishein karta hoon main,
khone se darta hoon main,
Jaaga na soya hoon main,
musafir khoya hoon main,
Kuch sarfira sa hoon main,
budhu zara sa hoon main,
Dil kya kare,
dil kya kare,
Tere bina,
itna bas mujhe bataa hai,
I am in love,
I am in love,
Tu hi bataa jaane kya mujhe hua hai.